Mili Hawaon Mein Udne Ki Wo Saza YaaroMili hawaon mein udne ki wo saza yaaroKi main zameen ke rishton se kat geya yaaroWe be-khayal musafir main raasta yaaroKahan tha bas mein mere use rokna yaaroMere kalam pe zamae kee gard aisi thiKi apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaroTamam shehar hi uski talaash mein ghum thaMain uske ghar ka pata kis se puchta yaaroJo beshumar dilon ki nazar mein rehta haiWo apne bachhon ko ek ghar na de saka yaaroJanab-e-meer ko khudrajiyon meinMiyan 'wasim'ke kehne ko kya bacha yaaro
Woh Jo Guzarti Hai Hawaon Ki TarahWoh jo guzarti hai hawaon ki tarah, yaad hai teriWoh jo behti hai nadi ki tarah, fariyad hai meri